photoshop me passport size photo kaise banate hai.

How to make passport size photo in photoshop

How to make passport size photo in photoshop in hindi


Hello Welcome again to My blog Tutorialsfact.Friends aaj ham sikhenge ki photosjop me passport size ka photo banate kaise banate he .

To iske liye aap photoshop ko open kar le.Then photoshop me us photo ko open kare jiski aapko passport size pohto banani he .





Iske liye aap photoshop  me File Menu  par click kare evam open button par click kare.Is tarah ek Dialog Box open hoga.isme aapko us photo ki location par jana he jis photo ki passport size ki photo banani he.

Uske baad us photo ko crop tool ki sahayta se passport photo ki size me crop karna he.crop tool ko select karne ke liye aapko Toolbar me crop ke button par click karna he.Ise aap Ctrl + c Button ko ek sath press karke bhi kar sakte ho .



Iske bad mouse ke left button ko Press karke photo ka Area select karna he Jitna Passport photo kel liye chahiye. And sath Enter Key dabaye rakhna he.Dhyan rahe ki upar Option bar me photo ki Height,width,and resolution me koi problem na aaye .

Width = 1.33 and Height = 1.5 and Resolution = 300  karna he. 



And Mouse se Photo par drag kare jitna area aapko passport photo me lena hai .
And Ok Press Kare.




Iske baad photo ko Ctrl + A button se selection kar le and Edit  Menu me Stoke par click kare .

Stoke me color ko black and width ko 3px kare and
Ok button par click kare .




Iske baad Edit menu me Free Transform par click kare ya Ctrl + T Press and uske bad photo ko Alt + Shift button press kar thoda chhota kar le or Enter press kare .






Ctrl + A press kare and edit menu me Define Pattern par click kare Then ok par click kare .

File menu me New... par click kare and Clipboard me 4 x 6 par click kare or ok button ko dabaye . Layer menu me jakar New Fill Layer pe click kare or Pattern par click kare ya Shift + F5 ko Press kare or us photo ko select kare or Ok par Click kare.



Aapke Samne Photo Is Type se Open Hogi . Apki Passport Size Photo Ready he .
Isko Aap Print Out bhi kar sakte he and Save karke bhi rakh sakte he.

agar bad me print karna ho to.







Friends I hope ki aap photoshop me passpor size photo banate sikh gaye honge and phir bhi agar aapko koi problem aa rahi he to Comment Box me bataye me aapki help jarur karunga .

Meri aane wali post ka Wait kare or meri posts ko padte rahiye .Or yadi aap is post se related video dekhna chahte he to niche diye gaye link par click kar ke Mere YOUTUBE channel me dekh sakte he.or mere channel ko subscribe bhi kar sakte he.

Go to video ---->  How to creat passport  photo By Video   

No comments:

Post a Comment

INSTAGRAM FEED

@soratemplates