Computer me Whatsapp kaise chalate he | how to run Whatsapp in pc in hindi

HOW TO RUN WHATSAPP IN PC

Dosto agar aap apne computer me whatsapp upyog karna chahte he.to meri yah post aapke bahut hi kaam aa sakte he.To dosto agar aap bhi chahte he ki aap apne computer me whatsapp chala sake to is post ko last tak read kare.

Dosto iske liye sabse phle aapke computer me internet hona jaruri he tabhi aap whatsapp ko apne computer me chala payenge .

1. Apne computer me kisi bhi browser ko opne kar ljiye.

2. Iske bad google me www.whatsapp.com type kare .Apke compuer me whatsapp ki website open ho jayegi .Aap niche image me dekh sakte he.


HOW TO RUN WHATSAPP IN PC


3. Is window me aapk menu bar me WHATSAPP WEB par click kare.




4. Ab aapke samne ek next window open hogi .jisme ek QR Code hoga.
Niche image me dekhe .




Ab aap apne mobile phone me whatsapp ko open kare or apne mobile me right sdide me three dots   bane huye he un par click kare evam whatsapp ke option ko select kare evam aapke computer me jo   QR code dikh raha he use Scan kare and "Ok, Go it " par click kare.

 


  



5. Ab aapke computer me whatsapp open ho jayega evam aap aashani se whatsapp apne computer me chala sakte he.  

To friends agar aapko ye post achhi lagi ho to mujhe commen me jarur bataye or mene agar apko jankari den me kuchh galti ki ho to use bhi jarur bayaye taki me usme sudhar kar saku .

Is jankar ko video ke madhya m se dekhna chahte ho to niche diye gaye click kar ke dekha sakte he .
Meri aane wali new posts ko padiye or apne friends me share kare.


My YouTube Channel

Meri blog par aapka kimti time spend karne ke liye aapka Dil se Thanx.

   

   


1 comment:

INSTAGRAM FEED

@soratemplates