What is Internet | internet kya hai.

What Is Internet 

Hello Friends welocme to my blog tutorialalsfact.Kaise he aap log .I hope ki aap thik hi honge .Aaj is post me mai aapko bataunga ki internet kya  hai.

Yes Friends aaj me is post me internet ki puri jankari dene wala hu .Internet ko ham sabhi jante hai jitne bhi log abhi mere blog ki post ko pad rahe he ve sabhi log Internet ko kaphi achhe se hjante hai or sabhi internet se wakif bhi he.

lekin friends me yaha par aapko internet ki har tarah ki jankari dene wala huagar aapko bhi janna he ki Internet kya haito mere is post ko last takl padte rahiye.

What is Internet in hindi

jaisa ki ham sabhoi janyte hai ki Internet aakj ke jamane me bahut hi jaruri ho gaya he ham agar hamare aas - paas hi dekhe to hame sabhi jagah par Internet Upyog Hota hua dikhega.

Isliye mene socha ki kyo na mere sabhi users ko Internet ke baare me jankari di jaye ki aaj ke Time me Internet ka kya use he .To isi reason ke sath aaj ki post ko suru kiya jaye.

Internet Kya Hai (What is Internet)

Internet ka full form "Interconnected Computer Networks " he or Isko Hindi me Antar jaal kaha jata he .Yah ek jaal he jo ham user ko aapas me jodta he wo bhi bina kisi wier ke.

Internet duniya ka sabse bada network he jo router ki help se aapas me do computers ko jodta he .agar aashan sabdo me kaha jaye to suchnao ko ek computer ya adevice se  dusre computer ya device me aadan - Pradaan karne ke liye jab TCP/IP Protocol ke dwara jo sambandh banay jata je us sambandh ko Internet kaha jata he .

The full form of TCP  is "Transmission control protocol" 
The full form of IP is " Internet protocol ". 
Ineternet aaj ke jamane me bahut ji jyada upyogi ho cuka he dekha jaye to bina internet ke adhikatar kaam possible hi nahi he .jaise ki ham internet ki he;p se milo dur bethe kisi bhi person se baat kar sakte he ham us person se video call kar sakte he.

Or bhi bahut se ase impossible kaam he jo internet ki help se possible ho chuke he. aaj kal har sarkari officee me internet ki help se sabhi kaam sambhav ho pate he.Internet aaj hamari jarurat ban chuka he.ham bina internet ke aaj ki dincharya soch bhi nahi sakte he.

Isiliye ham internet se sambandhit kuchh jankariya aaj aapko dene wale he .padte rahiye is post ko.


Internet ki Khoj Kisne ki(Founder Of Internet)

Friends ab baat aati he ki jis internet ki help se ham sabhi aapas me jude huye jhe us internet ki khoj kisne ki friends internet ko banane me bahut sare logo ka hath tha.

Sabse pahle Leonard Kleinrock ko internet banane ki yukti sujhi .uske baad 1962 me J.C.R Licklider  ne  Robert Taylor se help lekar us yojna par kaam kiya or interenet ko banane ka phaisla kiya,tab jo network banaya gay use "AEPANET" ka name diya gay ,and jab us network ko  bussiness ke rup me use kiya gaya tab us network ka name "TELNET" diya gay is tarah internet aage badta gaya .


Internet ka Itihash (History of internet)

san 1969 me US ke raksha vibhag me "Advance Research Project Agency ( ARPA )" name ka network launch kiya gay ,jo gupt suchnao ko aadan pradaan karne ke liye laya gaya .

RAY Tomlinson jo ki ek American Computer Programmer he unhone 1971 me sabse pahle E-Mail use kiya tha .jaise- jaise iske phayde ka pata chalta gay vese- vese iske jyada upyog hone lag gaya.

India me Internet ka use 1980 ke baad se hone lag gaya tha ,and aaj ki date me internet ke users ki sankhya karodo me bada lgayi he .jinme se ham or aap bhi ek Internet users  he .


Internet ka use (Uses of internet)

Aaaj ke jamane me internet ki bahut jyada need he and Internet ke bina koi bhi kaam impossible he.Internet se judi jankari niche di ja rahi he.


1. For Communication

Sabse jyada internet ka upyog communication ke liye hi hota he ,ji ha friends Internet ki hellp se ham kisi bhi milo dur bethe Vyakti se baat kar kar sakte he .iske liye internet par bahut si services uplabdh he jinse ham kisi se bhi bina rukavat ke communicate kar sakte he.

jaise Video call ,E-mail ,chat etc.Yah sab Internet ki  vajah se hi sambhav hua he isiliye internet ki kaphi jyada upyogi mana jata he.

2. For Infomation

Hame jab bhi koi pareshani ya koi sawal ka hota he to uska answer ham apne bujurgo se puchhte lekin jab unke paas bhi jawab nahhi hota he tab ham sirf internety ki help se hi uska pata laha ga sakte he .

Yes friends internet par hame kaphi sare search ingine mil jate he jinke pass hamare sawalo ka jawab hota he.ya phir jab bhi hame koi jankari khojna hoti he tab ham inko upyog kar sakte he.


3. For Education

agar ham internet ka upyog education ke liye karbna chahte he to bhi ham kar sakte he,internet par bahut si esi websites uplabdh he jo hame siksha se jodti he ham ghar bethe hi online duniya ke behtarin teachers se education le sakte he ,ham jis bhi field me chahe us field me online padayi kar sakte he.is hi E-learning kaha jata he .

Or agar aap kisi college me padte he ho or aapki exam ka time table ,aapke course ya fees ya or kisi bhi subject me help aapko internet se ghar bethe aashani se mil jati he. 

4. For Online Shopping

pahle online shopping ka jyada upyog nahi hota tha lekin kuchh hi years me iska use bahut hi jyada hone lag gay he .Ise E - commerce kaha jata he ,ham ghar bethe internet ki help se sabhi tarah ke samaan purchase kar sakte he.

Jab bhi ham koi saaman online par order karte he to hame home delevery hoti he.Internet par bahut sio E-commerce website he jaise- Amazon , Flipcart , Sneapdead etc. available he jinse ham koi bhi saaman kharid sakte he .

Aaj - kal iska bahut jyada upyog hone lag gaya he end yah bahut jyada trend me aa chuka he ,iska upyog din pe din badta hi jarah he .To bina Internet ke yah kaam Possible nahi he.


5. For Entertainment

Friend Esa koi bhi vyakti nah ihoag jise manoranjan pasand nahi ho.Hame jab bhi boriyat mahsus hoti he ham Internet ka use Manoranjan ke liye kar sake he ,bahut si esi websites Internet par available he jin par ham songs ,video ,movies etc. sab sun or dekh sakte he ,hab online video games bhi khel sakte he ham online books jinko E-boooks kahte he.Ham vah bhi internet ki help se pad sakte he.

Internet ke Nuksan in Hindi (Disadvantages Of  Internet )

Jis Internet se ham Itna jude huye he jitna ham iska upyog kar rahe he ,usi internet ke kuchh nuksan bhi he ve kuchh is prakar he.


  • Ham jab bhi internet banking ka upyog karte he tab yah khatra rahta he ki koi hacker hamara Password ya koi or jankari n chura le isiliye kuch khatra rahta he.
  • Ham kisi esi website ko agar visit kar lete he jisse apne aap virus download ho jaye to aapke system me virus aa sakte he.
  • agar kisi acker aapke device ke IP address pa attack kar deta he to vah aapki personal information ko chura sakta he .
Isiliiye Jab bhi aap internet ka use  kare tab sawdhani se kijiye agar hame isse suvidhaye milti he to hame isse nuksan bhi he lekin agar ham sawdhani se iska use kare to ham iska kaphi jyada phayda utha sakte he.


Conclusion  

agar aapko meri yah post pasand aayi ho To aap comment me jarur bataye .Agar aapko kuchh bhi puchhna he to commnet box me bat de.me batane ki puri koshishsi karunga .

Mere youtube channel ko subscribe kare or videos ko like and share kare.
MY  YOUTUBE  CHANNEL ----->>>  GO

Meri blog par aapka kimti time spend karne ke  liye aapko Dil se Thanks.

No comments:

Post a Comment

INSTAGRAM FEED

@soratemplates